Hindi song title : Yeh sama sama hai ye pyar kaa
Hindi Movie/Album Name: JAB JAB PHOOL KHILE
Singer: Lata mangeshkar
Hindi lyrics:
“ye samaa, samaa hai ye pyar ka
kisee ke intajaar ka
basane lage ankhon mein kuchh ayese sapne
koee bulaaye jaise, nainon se apne
ye samaa, samaa hain didaar kaa, kisee ke intajaar ka
dil naa chuara le kahee meraa, mausam bahaar ka
mil ke khayaalon mein hee, apne balam se
nind gawaayee apanee, maine kasam se
ye samaa, samaa hain khumaar kaa, kisee ka intajaar ka
dil naa chuara le kahee meraa, mausam bahaar ka”
No comments:
Post a Comment